21. Maala Toh Kar Me Phire, Jeebh Phire Mukh Maahi |
Manva Toh Chahu Disha Phire, Yahi Toh Sumiran Naahi ||
Shabdarth - Mala toh haath me phirti rehte he aur jheebh muh me phirti rehti he.(Yaani ungaliya mala ke manke chalane me aur muh mantra ko ratane me laga rehta he,) kintu mann chaar dishayo me (ya sab dishayo me) bhagta rehta he -- yah toh smaran/bhajan/jap nahi he.(Yah toh swayam ko aur dusro ko dhoka dene maatra he).